TAUBAH AUR MEHNAT

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Rasool E Akram(sallallahualihwasallam) ne farmaya : Allah ne apni Rahmat ke 100 Hisseh banaye,99 hissoho ko Apne hi paas rakh diya,awr sirf 1 rahmath ka hissah Zameen me rakh diya,bus usi 1 hisseh se saari makhlooq apas me raham ka moamlah karti hai,!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

yaha tak ke janwar apne piro ko qareeb karleta hai,isliye ke kahi wo pair uske bacche ko raund na de !!!!!!!!

Dars : To dosto sirf 1 hi rahmat per saari dunya ke moamlaat hoto phir soncho 99 rahmato ka kiya aalam hoga !!!!!!!!!!!!!!
is hadees me is baat ki taraf isharah hai,ke Allah Raheem wa kareem hai,apne Bando ke gunaho ko ” TAUBAH” ki barkat se maaf farmadeta hai
☆☆ Aaj Hum Musalmano ka ye Haal huva hai,ke har Baat per Mayoosi ke mahol me zindagi basar kar rahe hai,aur Doosro per Gile aur shikweh karte phir rahe hai,to hum sab se pahle Allah Ki Rahmat per Kamil yaqeen rakhne aur Deeni aur Dunavi moamlaat me MEHNAT ke zariyeh aage badhte jaye to insha Allah Iflasi aur Mayoosi dono khatam ho hi jayenge..kyu ke Ham sab ke saath Allah ki Rahmat hoti hai,
●● Jab Ghair Khush hai,to hum musalman kyu Nahi rah sakte ..!

Aye Allah hame taubah aur SACCHI MEHNAT ki taufeeq naseeb farmaye,,Ameen,

plz,,share it to All,For islamic Service.

You might also like