YATEEM KO KHANA KHILANE KI FAZEELAT,

Hazrat Ibne Abbas(rz) se rivayat hai,Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jo koi ek YATEEM (wo baccha ya bacchi jinke walid ka uske bachpan me inteqal karjaye) ko apne KHANA me shareek karleta hai,to ALLAH us yateem ko khana khilane ki Barkat se usko “” JANNAT “” me dakhil kardeta hai,jab tak ke wo aysa gunaah na kare jiski bakhshishi nahoti ho,yani “SHIRK “”
(JAMIUT TIRMIZY,Vol,2,Pg/13),

dars :khana to khud keliye rozanah khate hi hai,kabhi yateem ko khilakar to dekho kisa lutf mileg.
plz,,read and share it,

You might also like