RAHAM KI FAZEELAT,

Hazrat Abdullah ibne amr(rz) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : jo Doosro pe raham karte hai,ALLAH unper raham karta hai, lehaza Tum Zameen walo par raham karo ,Aasman (jo Allah ki tajalliyat hai) me jo hai,wo tum par raham karega,
Rahan ,,Rahman ka Hissa hai,lehaz jo Raham karta hai,Allah us se apna Ta’alluq jod leta hai,awr jo Raham karna chod deta hai,to ALLAH us se apna Ta’alluq tod leta hai,
(Tirmizy,Vol/2,Pg/14)

Dars: rnahman ke bandeh hai,to raham karna badeh ki bandagi hai,

plz,,read and share it.

You might also like