*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : SALAH , Day :44,

 

Hazrat Rafe bin Khudaij(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Aram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Fajar ki Namaz Roushni(subah ki sooraj nikalne se pahle ki raoushini) me padho,kyu ke usme Ajr(sawab) ziyadah milta hai.
(vol/1,H,NO : 154),
Dars : ye ahnaaf ki daleel hai,ke fajr ki Namaz fajr ke aakhiri waqt me padhna hai,
aakhiri waqt ka matlab asman pe raushni aajaye awr waqt kam se kam 30min aakhiri waqt ka baaqi rahe,
Baaz log raushni me namaz padhne ka matlab ye samajhte hai,ke
masjid ki saari Lights on karte hai,aysa nahi hai,roushni se murad aasman ki raushni hai,wo zaher hone keliye masjid ki saari lights off karna behter hai.

plz,,share it to All,For islamic Service.

You might also like