*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : SALAH , Day :45,

 

Hazrat Anas bin Malik(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Jab Sooraj zayil hojata to Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) zohar ki Namaz ada farmate.
(Vol/1,H,No :156),

Dars : sooraj zayil hone ka matlab ye hai,ke jab sooraj aasman ke darmiyan me rah kar maghrib ki taraf jane lagta hai,to usko zawal e shams kahte hai,to sooraj ke zayil hone ke baad se ” zohar ka waqt ” shuru hota hai.to is hadees me ye bataya gaya ,,ke aap sallallahualihiwasallam zohar ki namaz jald yani shuru waqt me hi ada farmate ..
lehaza hame bhi chahe ke har namaz ko uske waqt per hi ada karle to ye do jaha ki kamiyabi ka zariyaha hai.

Plz,,Share it to All,For islamic Service.

You might also like