*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter :SALAH , Day :47,

 

Hazrat Umme Salamah(raziyallahuAnha) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) Zohar Ki Namaz Awwalw Waqt me Padha karte hai,
Lekin Tum Logi Asar ki Namaz Awwale Waqt me padhte ho !!
(Vol/1,H,No :161),

Dars :Malum huva ke Asar ki Namaz Na ibteda e waqt me padhe awr Na hi Aakhiri waqt me kyu ke Asar ke aakhiri Waqt me Makrooh waqt Shuroo hojata hai,
Lehaza Asar ki Namaz Darmiyani Waqt me padhna ziyadah Afzal hai,

Maslah : agar koi asar ki namaz aakhir waqt me shuru kare 2 rakat hojaye awr maghrib ki azaan hone lage to ab wo bandah Salam pherle Baad me phir Asar ki Namaz ki Qaza karle.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like