*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : SALAH , Day : 46 ,

 

Hazrat Abu Hurairah (raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallagualihiwasallam) ne farmaya : Jab Garmi Ziyadah Hone lage to us Garme ko Namaz ke zariye Thanda karo,Kyu ke Garmi Jahannam ke Gadhe se hoti hai.
(Vol/1,H,No : 157),

Dars : Is Hadees e paak me Garmi ko Namaz se Thanda karne ka Marlab :Zohar ki Namaz ko Garmi ke Dino me Awwale waqt me padhne ki taraf isharah hai, take khushoo baaqi rahe awr garmi mahsoos hone na paye,
Iska doosra matlab ye bhi bataya gaya ke : jab bhi insaan museebato awr mushkilo ki garmi rahe to wo Namaz padhle 2 rakat Nafil(Farz Namaz to Har Haal me padhna hi hai) to insha Allah Museebat wa Mushkil Namaz ki Barkat se door hojayenge..

You might also like