*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH , Day : 53

 

Hazrat ibne Umer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihwasallam) ne farmaya : Jo Asar ki Namaz chod diya to goya ke usne Apne Gharwalo awr apne Maal ko chod diya.
(vol/1,H,No :175),
Dars : wazeh rahe ke,,Har namaz ki fazeelat wa farziyyat apni jagah ber haq hai,aur har namaz padhna momin per farz hai,to yaha asar ke namaz ki fazeelat ka bayan hai,jisme bataya gaya ke,,
Asar ki Namaz jo bandah ada karta hai,to Allah us bandeh ke Ghar walo aur uske maal me “BARKAT” ata karta hai,aur jo is namaz ko chodta hai,to us se barkat ko cheen liya jata hai.

ALLAH,,hum sabko pure Namazo ki pabandi karne ki taufeeq ata farmaye..Ameen..

plz,,Share it to All,For islamic Service

You might also like