*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY : 86,

*** DARSE JAMIUT TIRMIZI ***

CHAPTER : SALAH, DAY : 97 ,

Hazrat Amr Bin Aas(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Masjid me Tijarat Yani kisi cheez ke khareedne aur Bechne se Mana farmaye hai.
(Vol/1,H,No:323)
Dars :Haan,Masjid ki Seedhiyo per ya Masjid ke baher tijarat ki ijazat hai,
Akser Jumah ke din Namaz se pahle log Topi etc..khareedne me masroof hote hai,jis se Sunnate aur Khutbah chootne ka imkan hota hai,
Lehaza,us se bachne ki koshish karna chahiye,aur ye kaam ek din pahle karle to behter hai.

Plz..Share it to All,For islamic

 

 

You might also like