*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY : 105,

 

Hazrst Ayisha Siddiquah(raziyallahuanha) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya: Baligh Ladki ki Namaz paghair Hijab ke Qubool Nahi hoti hai.
(Vol/1,H,No:378),
Dars:Islami Bahno ko chahiye ke Wo Namaz me aur Namaz ke baher bhi apne Badan ko chupake ke yani Pardeh me rakhe,
Namaz me Apne kohniyo aur Sar ke Baalo(Hairs of Head) ko chupana zaroori hai,
Haan,Cahrah aur Haatho(kalayi tak) wa pairo(takhno ke neeche tak) ko Namaz me khula rakhne ki ijazat hai,
Haan,Namaz ke baher Ghair Mahram(ajnabi etc) ke samne apna Caharah Khula Nahi rakhna chahiye kyu ke us se Fitnah ka andesha ziyadah hota hai.
Saari islami Bahne agar Hijab ko Lazim karlengi to Insha Allah unki Namaz bhi “QUBOOL”aur wo Allah ke Paas “MAQBOOL” hojayengi..!!
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like