*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY : 111,

 

Hazrat Ka’ab bin Ujrah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya :Jab Tum Wazoo bana lo aur Namaz ka Iradah karlo to Apne Haath ki ungliyo(Fingers of Hand) ko Na Baandho.
(Vol/1,H,No:387),
Dars :Is Hadees me Ungliyo ka bandhna ke kayi mafhoom bayan kiye gaye hai,un me se..
●●Haath ki ungliyo ko Namaz me yani..TAKBEER TAHRIMAH KE WAQT,
RUKU ME JAB GHUTNO KO PAKDE,
QADAH ME JAB HAAT RAANO AUR GHUTNO KE DARMIYAN HO,Baandh kar yani mila kar Nahi rakhna chahiye,
●●Namaz me Ungliyo ko kisi Cheez se bhi nahi bandhna chahiye kyu ke Namaz me Allah ke Huzoor me hazir hona hota hai,poori tawajjahu se hazir jona hai.
●● Majboori(Qaidi etc..)aur Beemari me baandh sakte hai..
Allah hame kamal e Namaz Ata kare..Ameen.
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like