DARSE JAMIUT TIRMIZI

*CHAPTER : JANNAT KE SIFAAT,* 
 *DAY : 814,Hadees No :2737,*

Hazrat Asma (raziyallahuanha) 
se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram
(sallallahualihiwasallam) se Sidrat Ul Muntaha me baare me Sawal kiya gaya to apnne farmaya : Sidrat ul Muntaha Ek Aysa Bada Darakht hai,ke Sawari per Sawar hone Wala Sirf uski Tahniyo(branches) ke saye(shadow) se guzre to usko 100 saal lag jayenge.
(Vol/2,Hadees, No:2737),
Dars : Sidrat Ul Muntaha wo Khaas maqam hai,jaha Allah ki Rahmat barasti rahti hai,air uske Baad ka marhala Maqam e Aala ka hota hai,Iske Saya e Rahmat se Nek log faidah hasil karenge,Jo log Deen ki khidmat wa Kaamo wa Ahkamo per Amal Awari keliye Apne apko Mashaqqat me daalte hain unko yaha Saya e Rahmath se Rahat Naseeb hoti hai.
Allah hame Har maqam e khaas se istefadah karne wala banaye..Ameen ya Rabbi..
Plz..Share it to All for more visit our islamic website..
www.anwaarulislam,com.

You might also like