*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY : 113,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Namaz me Agar Saanp(snake) ya Bicchoo(scorpio) ajaye to usko Maarne Ka Hukm Diya hai.
(Vol/1,H,No:391),
Dars :Namaz Jahan Bandeh ko Khushoo wa Lillahiyat se Batin ki hifazat ki taleem deti hai,wahi Wo bandeh ko Zahiri noqsaab dene wali cheezo se Mahfooz rahne ki bhi taleem deti hai,kyu ke Jaan salamat rahi to hi Bandagi hai, warna…..!!
Lehaza,Baaz ulama ne kaha Namaz tod kar saanp ya bicchoo ko maarna,ya Aag(fire) bujhana ho etc.. ye amal katna hai.
Phir Namaz Shuru se padhna padhega

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like