*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER :SALAH, DAY :114,

 

Hazrat Zaid Bin Arqam(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha:Ibteda e Islam me Namaz me ek shaks Doosre Shaks se Baate kiya karta tha,to jab ye Ayat e Kareemah Nazil huvi
وقوموا لله قانتين (Allah keliye Khamoosh Namaz padho) to
Rasool e Akrak(sallallahualihiwasallam) ne Hame Namaz me Khamoosh rahne ka hukm Diya aur Namaz me Baat katne se Mana Farmaya.
(Vol/1,H,No:407),
Dars :To Malum huva Namaz me Baat karna Mana hai,Ulama e kiram ne kaha:Jo Namaz me Baat karta hai,to uski Namaz fasid hojati hai,usko phir se Namaz padhna wajib hai,
Haan,agar Bhool kar kuch alfaz Nikal gaye to us se bhi Namaz toot jati hai,
(Al Hidayah,Vol/1,Pg/263)
Haan,imam saheb ko loqmah dene ya kisi rukn ki taraf isharah karne keliye Allahu Akber ke alfaaz kahe to uski ijazat hai.
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like