** DARSE JAMIUT TIRMIZI ** Chapter : SALAH, DAY :122,

 

Hazrat Ali(Karramallahuwajhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) Zohar Ki Namaz se pahle 4 Rakaat Sunnate aur 4 Farz Namaz ke Baad 2 Rakaat Sunnate padha karte.
(Vol/1,H:426),
Dars :Buzrugaane Deen farmate hai,ke Bandah Farz ke Saath saath Sunnato ki bhi Pabandi kare kyu ke in Sunnato ke zariyeh hi Bandah ki Farz Namaz qubool hojati hai,
Yaad rahe ke ,Zohar ki Namaz ke baad 2 Rakaat Sunnato ke baad 2 Rakaat Nafil bhi padhna hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like