*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER :SALAH, DAY : 121,

 

Hazrat Ibne Umer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha:
Maine Rasoolullah(sallallahualihiwasallam) ko 1 mahinah dekha ke aap fajar 2 ki Sunnato me Surah Kafiroon aur Surah ikhlas(Qul huvallahuahad..) ki qirat farmaye.
(Vol/1,H,419),
Dars :Sunnato me ye soorate padhna “SUNNAT” hai,iske alawah bhi soorate padh sakte hai,
Yaad rahe ke :FAJAR ki 2 Sunnate fajar ki Namaz se pahle hi padhna hai,agar pahle choot jaye to fajar ki farz Namaz ke baad padhna Nahi hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like