*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH, Day :70,

 

Hazrat Vayil Bin Hajar(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Maine Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam)ko dekha ke aap;jab Namaz me Sajdah me jate to pahle Ghutne rakhte phir Haath,aur jab Sajdah se Qiyam karne lagte to Pahle Haath utha te phir Ghutne .
(Vol/1,H,No:269),
Dars :sajdah me jane ka yahi tareeqah hai ke pahle Ghutne phir Haath,phir Naak aur Peshani..
Jab uthne lage to to pahle peshani phir Naam..Haath aur Ghutne uthana chahiye…
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like