** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH , Day :75,

 

Hazrat Baraa ibne Aazib(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Hum Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ke peeche Namaz padha karte to jab aap rukoo se apna Sar utha te aur phir sajdah me jaane kliye Takbeer kahte jab aap sajdah me apna sar Zameen per rakhte to tab hum Sajdah me jaate.
(Vol/1,Pg/282),
Dars :Yani Imam se pahle Namaz ke Arkaan jaise rukoo aur sajdah etc hai,
jab imam kare to karna hai,unse pahle Nahi karna hai,warna Namaz hi Nahi hoti hai.
Aur imam bhi Takbeere Medium andaz me karna chahiye ziyadah lambe kare to peeche muqtadiyo ko pareshani hogi aur namaz ke kamil na hone ka bhi sabab banenge ….

Plz..Share it to All,For Islamic Service.

You might also like