*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :93,

 

Hazrat Abu saeed khudri(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Nabi e Akram(sallallahualihwasallam) Haseer per Namaz padha karte.
(Vol/1,H,No:333)m
Dars: Dosto ,ye hai,islami ahkam ki sahoolat,aur Rahmath,jo bando ko bandagi ki taraf kheench lati hai,chader ho ya haseer ya kuch bhi na ho tab “zameen” Ye ahkaam hi to bando keliye rahmat hai,
ab bandah in cheezo ko samjhe to bandagi me aasani hojayegi aur khuloos bhi paida hoga,,bus kam se kam sonch to lo mere bhai ?

Plz,,Share it to All,for islamic service.

You might also like