*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :92,

 

Hazrat Ibne Abbas(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) Chader per Namaz padha karte.
(Vol/1,H,No:332),
Dars:Yani Ja e Namaz per Namaz padhna bhi Sunnat hai,ye Sahoolat hai,Momim ko ke uski Namaz me Zameeni kankariyo se Khalal na ho,
uske Khushoo me Kami Na ho,
Iakin saath saath Momin ko chahiye ke wo Zikr ke zariye Apne Dil ki zameen me zikr e ilahi ki Noorani Chader bichale to tab namaz zahiri wa batini dono etebar se insha Allah ada hogi.

Plz..Share it to All,For islamic Service

You might also like