*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :95,

 

Hazrat Abu Talha(raziyallahuanhu) apne Walid e Mohtaram se rivayat karte hai,unhone kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya:Tum Namaz padhte waqt Sawari ka peeche ka Hissah(ek qisam ki lakdi)Samne rakh le to Ab tum Namaz padh sakte ho,aur samne se koi Bandah Guzar jaye to koi Baat Nahi hai.
(Vol/1,H,No:336),
Dars : Dosto ye Hadees” SUTRAH ” ke bare me hai,yani jab khule maidan ya aysi jagah Namaz padh rahe ho,jaha Samne se koi Guzar sakta hai,to aysi soorat me Namazi ko chahiye ke saamne Ek Haath(Hand) barabar koi Lakdi ya Cheez rakhle aur Namaz ada karle to Namazi ke samne se guzarne wala Gunah se bach jayega,kyu ke Hadees me aya hai,ke Namazi ke samne se guzarna “Kabeerah Gunah” hai,

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like