*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER: SALAH(JUMAH), DAY :139,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram
(Sallallahualihiwasallam) ne farmaya:
Jo Bandah Jumah ke Din Ghusl karke,Awwale waqt me masjid me Jata hai,to usko Ek Woont(camel) Allah ke raasteh me Sadqah karne ka sawab diya jata hai,phir uske baad jo jaye usko Ek Gaye(cow),phir uske Baad Ek Bakrah,phir uske baad Ek Morghi(Hen),phir uske baad Ek Anda(egg) Sadqah dene ka sawab diya jata hai,Jab Khateeb Qutbah keliye Member per chadeh to Ab farishteh bhi Qutbah sunne me masroof hojate hai.
(Vol/1,H,No:501),
Dars:Dekhe dosto Jumah ke din Masjid jane ka kitna sawab hai,jaldi jaye to Ache Andaaz me Khutbah,aur Namaz ada hoti hai,aur saath me Sadqah dene ka sawab bhi…!!!!
●● Farishteh bhi Jumah me hazir hote hai,
●●Khateeb ke member chadne ke baad pgir jo Masjid ma dakhil ho to Ab usko ye sawab Nahi milega..
Piyare ..Bhayiyo Soncho Hum Kyu masjid me jumah ke din takheer se ja rahe hai? kiya wajah hai ?kiya hum uski tayyari pahle nahi karsakt ? Soncho dil pe haath rakh kar soncho ??

Plz. Share it to All,For islamic service.

You might also like