*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER :SALAH,(JUMAH), DAY:141,

 

Hazrat Abdullah Ibne Umer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) Jumah ke Din Khutbah dete,phir Baith kar khade hote,aur phir Khutbah irshad farmate.
(Vol/1,H,No:508),
Dars:Jumah ke Din Khateeb ka pahle khutbeh ke baad kuch lamho keliye baith na”SUNNAT”hai,
Aur jab khateeb baith kar uth ta hai,to un lamho ke bare me Ek doosri Hadees me ishara diya gaya hai,ke wo lamha Dua ke qubool hone ka lamha hai,to us waqt Khutbah me jo log Shareek hai,wo Dua kare to ziyadah behter hai,Na jane koun se lamhe me hamari dua qubool hojaye..
Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like