*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chaptet : SALAH , Day :64,

 

Hazrat Abdullah Bin Masoof(raziyallahunhu) se rivayat hai,sahaba se kaha,main tumko Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) ki Namaz bata ta hoo,ye kah kar aapne Namaz patayi to Rukoo ke waqt Takbeer kahte huve Haath Nahi uthaye,
Phir kaha,Nabi e Akram(sallallahualihiwasallam) Jab Namaz keliye Takbeer e Tahrimah kahte to Tab hi Haath utha te phir Baad me Nahi uthate.
(Vol/1,H,No:258),
Dars :Hanafi mazhab me Rukoo ke waqt haath uthana Nahi hai,
Haan,Mazhab e Shafayi me Rukoo ke waqt haath uthana hai.
Yaad rahe Hame Har imam ke ilm wa ijtehaad ki qadar karna hai.

Plz..share it to All,For islamic Service.

You might also like