*** DATSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH, DAY :65,
Hazrat Umer Bin khattab(raziyallahuanhu)se rivayat hai,kaha, Ruku me Apne Haatho ko Ghutno per rakhna “SUNNAT” hai,lehaza tum Ruku ne Haatho se Ghutno ko pakdo.
(Vol/1,H,No:259),
Dars :Dosto to malum huva ke Ruku me haath Ghutno per rakhna sunnat hai,aur us waqt apne haatho ki ungliyo ko Khula bhi rakhna hai,aur Ghutno ko thoda sa aage bhi karlena chahiye aur peet ko seedha rakhna chahiye..
Aur ruku me apni nigah Apne pairo ke anghote ke Nakhun pe rakhe take Khushoo wa khuzoo me madadgat sabit hosake …
Plz..Share it to All,For islamic Service.