DARSE JAMIUT TIRMIZI,CHAPTER : NIKAH , DAY : 250,

Hazrat Jabir Bin Abdullah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram

(Sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Baaghi Hai,Wo Ladkiya Jo Apna Nikah Baghair Gawah ke karleti hain.
(Vol/1,H,No :1127),
Dars : Nikah ki Sharto me se Gawah Yani 2 Mard(2 Male) ya 1 Mard aur 2 Aurate (1Male And 2 Female) ka Majlis me Hazir hona Zaroori hai,Phone per ya Ghaibana Gawah Nahi ban sakte hain,
●● Baghair Gawah ke Nikah Fasid Hojata hai,
Baaghi Ka matlab ye Hai,ke Jo Baghair Gawah ke Nikah jo Jayiz Samajhte hai,to Wo islam ke Daireh se Kharij hojate hai,Kyu ke wo Nikah me Islami Ahkamaat ka Inkar kar rahe hote hain,
Lehaza Nikah me Gawaho ka hona zaroori Hai.

Plz..Share it to All,For more islamic services Visit web site…anwaarulislam,com.

You might also like