DARSE JAMIUT TIRMIZI,CHAPTER :SALAH (AADAB E MASJID), DAY:156,

Hazrat Anas Bin Malik(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram
(sallallahualiwasallam) ne farmaya:Masjid me Thookna Gunah hai,aur Uska Kaffarah(Maafi) Usko Dafan karna hai.
(Vol/1,H,No:575),
Dars: Masjid Bandagi aur Aadab ka markaz,Allah ki Rahmat ke Nuzool ka maqam hai,to yaha Thookna aur uske alawah masjid me Kachra etc dalna Gunah hai,Haan,Agar majboori wa Beemari ho aur Thook etc..Masjid me gir jaye to Usko Paak wa saaf karna Us Gunah ki Maaf hai.
■■ Hame Masjid ke sahen(compound)ka bhi adab karna hai,aur waha bhi Guthk ,Cigarette etc ka istemal karna “GUNAH” hai.
☆☆ BA ADAB BA NASEEB,BE ADAB BE NASEEB☆☆
PLZ..Share it to All,For islamic Service.

You might also like