*** DARSE JAMIUT TIRMIZY ***

 

Chapter : Taharat ,Day :2,
By ; TANZEEM E ANWAAR UL ISLAM(INDIA),

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya ; Jab Muslim Bandah Wazoo karta hai,bus wo jaise hi apna chahrah(face)dhota hai,to uske chahrah ke saare gunah jo wo apni aankh se kiya tha ,nikal jayenge,isi tarah jab Haat(hand)dhota hai,to jo gunah wo haath se kiya tha wo saare gunah dhul jate hai..isi tarah pairo ke gunah se bhi wo paak ho jata hai,yaha tak ke jab jska wazoo mukammal hota hai,to wo saare gunaho se paak hojata hai.
(Jamiut tirmizy,Vol/1,pg/2),
Dars : Mere piyare dosto ,
Dekhiye Wazoo me deen ki barkat yani gunaho se paaki hai,
Awr dunyavi barkat Badan ki Paakizgi bhi hai,

Plz..read and share it.

You might also like