*** DARSE JAMIUT TIRMIZY ***

 

CHAPTER ; TAHARAT, Day ;1,
Hazrat Ibne Omer(raziyallahuanhu) se rivayat hai, kaha,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Farmaya : Baghir Taharat ke Namaz Qubool Nahi hoti hai,
Awr Dhoke se kamaye huve paiso ka sadqah bhi qubool nahi hota hai.

Dars ; Dosto qubool nahi hoti ka matlab baghir tahara yani paki,wazoo ke baghir Namaz hi nahi hoti hai.agar koi bhool kar padh bhi le to Namaz phir se padhna hoga,
Awr Dhoke se kamaya huva maal ka sadqah bhi Allah ke darbar Maqbool nahi hota,
Kyu ?
Ke isme sabaq hai ke ye dhoke baaz na zameen me maqbool hai,awr aasman me !!!!!
Allah hame is amal se mahfooz kare,awr jo kiye hai.unhe Maaf kare .
Ameen.
Plz..read and share it.

You might also like