*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter :SALAH , Day : 49,

 

Hazrat Noman bin Basheer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
ke isha ke namaz ke waqt ke bare me mujhe pata hai,ke :
Rasool e Akram(sallallahualihwasallam) isha ke Namaz ko Raat ke teesre Hisseh me bhi ada karne ka hukm farmate.
(vol/1,H,NO :165,

Dars :is hadees me isha ke namaz ke waqt ke bare me kaha gaya hai,
isha ke namaz ka waqt maghrib ka waqt jaise hi khatam hota hai,tab se lekar raat ke teesre hisseh yani tahajjud ke waqt tak bhi isha ke namaz ka waqt hota hai,
ye bhi ummat ke liye isha ki namaz ada karne me rahmat wa sahoolat hai,Take ummat ki ibadat chootne na paye,
isiliye Nabi e kareem sallallahualihwasallam ne farmaya : Fajar awr Isha ki Namaz ” MUNAFIQ” ke siva koi Nahi chod sakta !!!!!

isliye ,,UMMATI KO CHAHIYE KE JAB WO BISTAR PER LETE TO SAB SE PAHLE IS HADEES KO YAAD KARLE,,,
KE USKA SHUMAR KIN LOGO ME HAI ??????
ALLAHU AKBER KABEERA……………
ALLAH ham sab ko Har Namaz padhne ki taufeeq ata farmaye..

Plz,,Share it to ALL,for islamic Service.

You might also like