*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : TAHARAT, Day :28,

 

Hazrat Mughira Bin Shobah(raziyallahuanhuma) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallahaulihiwasallam) ne Wazoo farmaya hai,phor Apne Jawrab awr Nalain per Masah farmaya.
(Vol/1,H,No : 99),

Dars : Is hadees me wazahat se ” JAWRAB ” WA ” NALAIN ” ka lafz aya hai,
Jo ke dono bhi *CHIRM* (LATHER) Ke bane huve hote hai..awr wo Takhno se ooper tak hote the..
To pata chala aaj kal ke jo joote shoes hote hai,us per Masah jayiz Nahi hai,
Had to ye hai,ke Arab mamalik me to Garmi ke mausam me bhi shoes per Masah karlete hai…
Yad rakhe ek bhi Wazoo ka farz choot gaya to Wazoo hi naho jaise pairo ka dhona.
Jab wazoo hi nahi huva to phir namaz kise hogi..
Lehaza Dekha dekhi mat kare Quran me saaf aya hai.ke 2 pairo ki Dholo..
Allah hum sabko sahi samajhne ki Taufeeq de ..Ameen

Plz..Share it to All,For Islamic Service

You might also like