*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter :TAHARAT ,Day :39,

 

Hazarat Abdullah Ibne Arqam(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,maine Suna hai,ke :
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab Namaz Kkhadi hojaye awr Kisi ko Zaroorat (Peshab..etc) ho to wo Pahle Zaroorat se farigh hojaye awr phir Namaz Ada karle.
(Vol/1,H.No :142),

Dars :ye isliye hai,ke jab bandeh ko zaroorat wa Hajat peshab ya pakhana ki zaroorat ke ba wajood wo namaz me shamil hojaye to uski wajah se uski namaz me khushu baaqi nahi rahta hai,lehaza khusu awr Tawajjuh ki khatir Zaroorat ko pahle awr ibadat ka Baad me hukm diya gaya hai,
To Malum huva ke islam me ” KHUSHU ” ki kitni Ahmiyat hai.

Plz..Share it to All,For Islamic Service.

You might also like