*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : TAHARAT , Day : 40,

 

Hazrat Ammar Bin Yasir(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Hukm Farmaya ke :Tammum Me Chahreh(face) per Ek Zarb Hai,awr Haath(2 Hands) per Ek Zarb lagana hai.
(Vol/1,H.No :144),
Dars : Jab paani Na ho ya Beemari ho ya Paani ho etc..
to Tayammum yani Paak Mitti ke Ghubar se Chareh awr 2 Haath Kohniyo tak Masah karna hai,to ye Tayammum Wazoo ke Barabar hojayega,awr Ghusl ka bhi Yahi Hukn hai.
Iski awr kayi Bahes hai,insha Allah aage ke Chapters me Kaha jayega.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like