NAZR WO NIYAZ

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram(sallallahualihwasallam)ne farmaya : Har baat pe Nazr wa niyaz ki Niyyat mat karo,kyu ke wo taqdeer se kuch bhi door nahi karsakti hai,haa,wo bakheel ka maal nikal leti hai,

(Sahi Muslim,Vol/1)

Dars : iska matlab ye hai,ke har baat pe Allah ki zaat ko chod kar nazr maanna ye sahi nahi hai,
haa,nazr us waqt maan na hai,jab ke kaam me mehnat ho,awr saari hikmate bhi shamil ho,awr rukawato ka andesha ho to tab sharee nazr maan ne ka hukm hai,
har choti baat pe nazr maan na ye sabit nahi hai.

plz,,read and share it.

You might also like