*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :AZAAN ,Day :58,

 

Hazrat Abu Juhaifah(raziyallahuanhu) Apne Walid se rivayat karte hai,kaha,
Hazrat Bilal(raziyallahuanhu) ko Azaan de te huve maine dekha hai,wo Azaan dete waqt Apni Haatho ki Ungli ko Apne Kaan me rakhe huve the aur Apne Chahreh ko Seedhi janib(right side) aur Baye janib (left side) palta rahe the,aur Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) Sabz Jubbeh me Raunaq afroz the…
(Vol/1,H,No :179),
Dars :Malum huva ke Azaan ke waqt awaz ki bulandi keliye Kaan me Haath ki ungli rakhna “SUNNAT”hai,kyu ke aap dekh bhi rahe the to matlab aapki ijazat unhe mil gayi hai,ayse amal ko bhi “SUNNAT” kaha jata hai.
Haa,Shahadat ki ungli rakhna afzal hai,doosri bhi rakh sakte hai,

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like