*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** Chapter :SALAH , Day :72,

 

Hazrat Abbas Bin Abdul muttalib(raziyallahuanhu) ne kaha,maine suna hai ke:Rasool e Akram(sallallahualihuwasallam) ne farmaya : Jab Bandah Sajdah kare to uske Saath Badan ke 7 Aaza(parts of body) bhi sajdah kare wo 7 Aaza
* Charah (Naak,peshani),
* 2 Haath
* 2 Ghutne
* 2 Pair .
(Vol /1,H,No:273),
Dars : Dosto,in 7 Aaza ka Sajdah karne ka matlab ye 7 aaza zameen per lagna hai,tab hi sajdah hoga warna Sajdah Nahi hoga,
Agar Amamah pahne to usko Namaz ke waqt thoda ooper karle to behtet hai,

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like