DARSE JAMIUT TIRMIZI

 

CHAPTER : ZUHUD(AKHIRAT KI TAYYARI), DAY : 688,Hadees No :2570,

Hazrat Miqdam Bin Ma’adikarab (raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram 
(Sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Jab Kisi se Allah keliye Dosti karo to Usko Dosti ke Baare me Bata do.
(Vol/2,Hadees No :2570),
Dars : Dosti ka izhar karne ka Matlab Sirf ye Nahi ke Zuban se Dosti ka izhar kare Balke Haqeeqi Dosti ka ye Matlab hai,ke Dost ko Apni Be Gharzi ke Baare me bata de,aur us se kisi bhi Dunya ki Gharz Na hone ka yaqeen dilaye aur wo usi waqt hoga jabke Dosti ke moamalaat bhi Deeni hi to Ye Haqeeqi Dosti ka izhar hojayega,
■■ Dosti ke izhar ka ek doosra pahlu ye bhi hai,ke Dosti Apne Musalman bhai se hi kare kyu ke Ghair Mazhab wala shaks Kabhi Musalman ka Dost Nahi hosakta hai,Uske Saath Dunya ke Moamalaat karsakte hai,magar Dosti Nahi…
Allah hame Haqeeqi Allah wali Dosti Naseeb kare..Ameen Ya Rabbi…
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..
www.anwaarulislam,com.

You might also like