*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER: SALAH, DAY :126,

 

Hazrat Abu Hurairah(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya:Jo Bandah Maghrib ki Namaz ke Baad Dunya ki Baate kiye Baghir 6 Rakaat Nafil Namaz padhta hai,to Allah usko 12 Saal(12years) Ibadat karne ka SAWAB ata karta hai.
(VOL/1,H,No:437),
Dars:Dosto, Is Namaz ko “SALATUL AWWABEEN” kahte hai,isko Maghrib ki Sunnato ke Baad Nafil ki Niyyat se 2 sejumlah 6 Rakaat padhna hai,aur Dunya ki Baate(Koi Buri Baat etc..)kiye baghir padhna hai,
Haan,Deeni Baat ki ijazat hai.

Plz..Share it to All,For islamic Serice.

You might also like