*** DARSE JAMIUT TIRMIZI *** CHAPTER : SALAH, DAY :137,

 

Hazrat Aws bin Aws(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya:Jo Banadah Jumah ke Din Ghusl karta hai,aur Paakizgi ka Ehtemam (Etar,Surmah,etc..) karta hai,aur Jaldi se Masjid jakar,Khamooshi se Khutbah sunta hai,to ALLAH usko Har Ek Qadam ke Badleh “1 Saal IBADAT” ur”1 Saal ROZEH” rakhne Ka sawab ata karta hai.
(VOL/H,No:498),
Dars :Jumah ka Din Allah ke paas ek khaas din hai,to dekhiye ke Bandeh ke is din Aamal ko Allah kise qadar karta hai,ke Usko Her Qadam per 1 Saal ibadato wa rozah rakhne ka sawab ata kar raha hai,to is din ko Ghaneemat jano,Subah se hi Jumah ki tayyari shuru karde take Aane wale Naslo ko bhi iski adat hojaye,Khutbah se pahle Masjid me Hazir hone ki koshish kare..

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like