DARSE JAMIUT TIRMIZI, CHAPTER : SALAH(JUMAH), DAY:146,

 

Hazrat Abdullah Ibne Umer(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne farmaya:
Jumah ke din agar kisi ko Majlis me Neend ajaye to Wo Majlis se chala jaye.
(Vol/1,H,No:529),
Dars:Jab kisi ko Neen ajaye Khutbah ke dauran ho ya Khutbah se pahle hi ho,yani wazoo karne ke baad,agar wo shaks ko Neend ke jhatke ajaye ya wo kisi cheez ko tek laga kar soya tha ho,agar wo cheez hata di jaye,jis se wo ek jhatke se uth jaye to us se Wazoo Toot ta hai,usko dobarah wazoo karke Namaz padhna Hai,
●● Behter ye hai,wo Jumah ki tayyari ek din pahle se hi kare to behter hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like