DARSE JAMIUT TIRMIZI , CHAPTER :SALAH(JUMAH), DAY:148,

 

Hazrat Baraa Ibne AAzib(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,Rasool e Akram(sallallahualihwasallam) ne farmaya:
Musalman per Haq hai,ke wo Jumah ke Din Ghusl kare,aur Khushboo(itar,etc..) lagaye,aur Agar usko Khusbhoo Na mil sake to Uska Ghusl karna hi Kaafi hai.
(Vol/H,No :531),
Dars :To Hazraat Jumah ke aadab aur Sunnato me ye hai,ke Jumah ke Din Ghusl karna,Khshboo lagana,Surmah lagana aur Us din White colour ke kapde ke istemal ko bhi kaha gaya hai,etc..
●● iska Matlab hargiz ye Nahi hai,ke :Sirf Jumah ke din Paak wa pakeezah rahna hai,balke Har din Momin aysa hi rahna hai.

Plz..Share it to All,For islamic Service.

You might also like