DARSE JAMIUT TIRMIZI,CHAPTER : ZUHUD(AKHIRAT KI TAYYARI), DAY : 633,Hadees No :2493,*

 

Hazrat Mustavrid(raziyallahuanhu),se rivayat hai,kaha,
Rasool e Akram
(sallallahualihiwasallam) ne farmaya : Akhirat ke me Dunya ki Misal Itni hi hai,ke Jaise tum Apni Ungli Paani ki Naher(River) me daal kar nikalo to to dekho ke uske Saath kitna Paani Niklega ?
(Vol/2,Hadees No :2493),
Dars : Ungli Chlti Naher me Daal kar nikale to Kuch bhi paani uske saath Nahi ayega to Akhirat me dunya ka Hissah bhi isi tarah ka hoga,Maa,Badi Badi Buildings,Cars,Costly Mobiles etc…ye kuch Nahi ayenge sabka Hisab dena hoga,
Haan,Agar Nek Kaam me Apna Maal kharch kiye ho to uska Ajr zaroor milega aur Jaza bhi milegi insha Allah,
●● Dunya Darul Amal,to Akhirat Darul Jaza hai,to Ache Amal kare to Dar ul Jaza me Acha Badlah milega,
Allah hame Dunya ki mohabbat se door kare..Ameen Ya Rabbi..
Plz..Share it to All,for more visit our islamic web site..anwaarulislam,com.

You might also like