*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter : TAHARAT, Day : 33,

 

Hazrat Ali(raziyallahuanhu) se rivayat hai,kaha,
maine Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) se “MAZI” ke bare me sawal kiya ?
to aap ne farmaya : Mazi se Wazoo hai,
awr Mani se ghusl hai.
(vol/1,H,No :115),
Dars : Mani(semen) se ghusl wajib hota hai,jo Sohabat se ho ya ehtelaam se,etc,,
awr mazi yani shahwat ki baate ya tasaveer dekhne se jo maqam e khaas ek qisam ka liquid ki shakal me paani kharij hota hai,us se ” Wazoo” wajib hota hai,Ghusl nahi,

plz,,shar it to All,For islamic service,

You might also like