*** DARSE JAMIUT TIRMIZY *** Chapter :TAHARAT , Day : 35,
Hazrat Abu Hurairah(raziyallahu) Se rivayat hai,kaha,
Mujhe Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) se mulaqat ka sharf huva to aap ne Musafaha farmaya,phir mai peeche hat gaya,awr Ghusl karke agaya,to aapne farmaya : aye Abu Hurairah ‘ tum kaha the ?
To maine kaha ya Rasoolallah ,mai Halat e Janabat me tha,ghul keliye gaya huva tha,
To aap ne farmaya :Muslaman ko koi Cheez na paak Nahi nahi karsakti .
(Vol/1,H,No :121),
Dars : is Hadees me Hazrat Abu Huraira(raziyallahuanhu) Halat e Janabat me the,awr aap ka ye khiyal tha ke Halat e janabat me Musafah karne ki ijazat nahi hai,isliye wo peeche hat gaye the,
To Rasool e Akram(sallallahualihiwasallam) ne Khud Musafah karke wazahat farma diya ke Halatel e Janabat(Wo halat jis per Ghul wajib hojay) me Mufahah karne ki ijazat hai.
Plz..Share it to All,For islamic Service.