Browsing Category
Fatawa
MARHOOM KI JANIB SE QURBANI KA HUKM
Sawal : Assalamualaikum Mufti Rahmatullah Qadri sab,
mere walda aur Waladin gujar chuke hai unhike naam se qurbani De sakte hai kya ?
(Sadik Pasha )
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
marhoom yani apne walidain ho ya dada dadi,Nana…
Read More...
Read More...
QURBANI KE JAANWAR KI RAQAM KA SADQAH ?
Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
kiya agar koi qurbani ke jaanwar ki raqam ex..6000 hai,wo kisi ghareeb ya madarsah me qurbani karne ke bajaye uski raqam sadqah karde to kiya qurbani hogi ya qurbani ka sawab milega ?
(md ameer),
Jawab…
Read More...
Read More...
GHAR KE AFRAAD KI JANIB SE QURBANI DENA KIYA WAJIB HAI ?!
Sawal : Assalamu alaikum mufti saheb
Mera sawal ye hai ke
Hamare ghar me total 12 afrad hai aur sirf main akela sahibe nisat hun meri haisiyat sirf ek gaye ke 7 hisson ki hai to baki afrad ka kya karien bachon ka maa baap ka bhaiyon ka…
Read More...
Read More...
BIVI KI TAYERI BAHEN SE NIKAH
Sawaal: Ek Mard Shadi shuda hai or wo or 1 shadi karna chahra ha hai wo bhi Biwi ki Tayari bahen. kya ye jaiz hai wo Tayari Bahen bewa hai. kya ye jaiz hai.??
(hafiz mohammed akram),
Jawab : Shohar agar sahib e istetaat hai,to…
Read More...
Read More...
AWRAT KA GAWAH BANNE KA HUKM
Sawal :Assalamualikum, mufti sahab kya aurat gawah ban sakti hai.?
(umaid ur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,Nikah etc...me gawah ban sakti hai,uskeliye 2 awrate awr 1 mard ka hona hai,
wazeh rahe ke 2 awrato ki…
Read More...
Read More...
ISLAM ME COURT MARRIAGE KA HUKM
Sawal : Assalamualiku,mufti sahab,
kya court marriage jaiz hai ?
(umaidur rahman),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,,court marriage me agar gawah 2 musalman ho awr qazi, ladki ,ladka musalman ho awr wakeel bhi musalman ho awr…
Read More...
Read More...
ISLAM ME HALALAH KA HUKM
Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb ,
islam me Halalah k baare me kiya hukum hi ?
(md danish shaik),
Halalah,,,shohar jab apni bivi ko 3 talaq de phir baad me us ke saath mil kar rahne ka iradah kare to aysi soorat me us bivi per…
Read More...
Read More...
KHATNAH KA HUKM
Sawal ; Assalamualikum,Mufti saheb,
khatna ka kiya hukm hai,kiya khatna karna zaroori hai ?
(irshad khan),
Jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,
islam me khatna karna ye saare Anbiya e Kiram (alaihimassalam ) ki " SUNNAT" hai,
awr ye…
Read More...
Read More...
HALF AASTIN KE SHART PER AZAN AWR NAMAZ
Sawal : Assalamualikum,Mufti saheb,
kya haaf astin pay namaz aur azan hojati hai!?
(mateen qadri),
jawab : Walikumassalam wa rahmatullah,,Half astin per namaz awr azan to hojati hai,magar makrooh hoti hai
awr ye aadabe bandagi ke…
Read More...
Read More...
FINGER KE ISHAREH SE TALAQ KA HUKM
Sawal : Assalamualikum ,Mufti saheb,
agar koi apni bivi ko ungli ke ishareh se talaq de to kitni talaqe hoti hai ?
(md sameer,),
Jawab ; Walikumassalam wa rahmatullah,
agar shohar ungli ke ishare me 1 ungli se kiya to 1 talaq hogi ,…
Read More...
Read More...